Skip to main content

new latest new romantic love sad hot top best hits top 10 ten 2019 hindi sairi shyari

Log Puchte Hain Kyu Surkh Hain Tumhari Aankhein,

Hans Ke Keh Deti  Raat Ko So Na Saki,

Laakh Chahoon Bhi Magar Ye Keh Na Sakoon,

Raat Ko Rone Ki Hasrat Thi Magar Ro Na Saki..

Meri To Duniya Ujadh Gayi Par Khuda Tune Kabi Kuch Kaha Hi Nahi Meri To Duaan Bhi Khatam Hue Ab Mangne Ko Baki Kuch Raha Hi Nahi.........

Ek Bewafa Se Aik Mulaqat Bohat Hai

Jitna Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai

Duniya Ko Dil Ke Daagh Dikhaon To Kis Tarah

Aye Zindagi Yeh Raaz Chupaon To Kis Tarah

Apni Tabahiyoon Mein Mera Haath Bohat Hai

Jitna Bhee Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai

Toota Jo Dil Ka Aaina Tootay Sabhee Bharam

Hoti Hai Umar Pyaar Ki Jeenay Ke Liye Kamm

Marnay Ke Liye Dard Ki Raat Bohat Hai

Jitna Bhee Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai

Ek Bewafa Se Ik Mulaqat Bohat Hai

Jitna Bhee Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai.

Acha Hua Maloom Ho Gaya,

Apno Ki Mohabbat Ab Mohabbat Nahi Rahi,

Warna Hum Toh Apna Ghar Bhi Chord Rahe They,

Unke Dil Main Rehne Ke Liye …

Pyaar Karne Ka Hunar Hamein Nahi Aata,

Isliye Pyaar Ki Baazi Hum Haar Gaye,

Hamari Zindagi Se Unhe Bahot Pyaar Tha,

Shayad Isiliye Wo Hamein Zind Hi Maar Gaye…

Aaj Hum Unhe Bewafa Bata Kar Aaye Hain,

Unke Khaton Ko Pani Mein Bahakar Aaye Hain,

Koi Nikal Kar Pad Na Le Unhe,

Is Liye Pani Mein Bhi Aag Laga Kar Aaye Hain?

Vishwas Ban Ke Log Zindagi Me Aate Hai,

Khwab Ban Ke Aankho Me Samaa Jaate Hai,

Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai,

Fir Na Jaane Kyu Badal Jaate Hai…

Kabhi Roke Muskuraye, Kabhi Muskurake Roye

Teri Yaad Jab Bhi Aayee, Tujhe Bhula Bulake Roye

Ek Tera Hi Naam Tha Jise Hazaar Baartha Likha

Jise Khush Hue The Likhkar Use Mita Mitake Roye?

Kitna Ikhtiyar Tha Use Apni Chahat Par,

Jab Chaha Yaad Kiya,jab Chaha Bhula Diya?..

Bahut Achche Se Janta Hai Wo Mujhe Behlane K Tareeke,

Jab Chaha Hasa Diya,jab Chaha Rula Diya?.!

Humare Aansu Wo Jaan Na Sake,

Mohobbat Ki Kahani Wo Maan Na Sake,

Kaha Tha Unhone Marne K Baad B Yaad Karenge,

Jeete Jee To Wo Yaad Kar Na Sake.

Duniya Jise Neend Kehti Hai ,

Na Jaane Wo Kya Cheez Hoti Hai,

Aankheon To Hum Bhi Band Karte Hain,

Par Wo To Unse Milne Ki Tarkeeb Hoti Hai,

Hum Neend Ke Shouqin Jyada To Nahi,

Lekin Kuch Khwab Na Dekhe To Guzara Nahi Hota?

Juda Honay Ka Andesha Juda Hony Se Pehle Tha,

Wo Mujh Se Intehai Khush Khafa Hone Se Pehle Tha,

Junoon Ka Doar Guzra To Mujhe B Bhool Betha Wo,

Namaz-e-ishq Tha Lekin, Qaza Hone Se Pehle Tha,

Main Kese Soch Sakta Tha Mujhy Wo Chor Jayega,

Bohat Hi Ba?wafa Wo Bewafa Hone Se Pehle Tha.

Tamaam Raat Vo Zakhm De Ke Apne Pairon Ko

Mere Vajood Ke Raaz Talaash Karte Thei

Duaae Karte Thei Aujde Hue Mazaaron Pe

Bade Ajeeb Shehar Talaash Karte Thei

Mujhe Toh Bataaya Hai Baadlon Ne?.

Vo Lautne Ke Raaste Talaash Karte Thei?

Dil Ke Khareed Daar Toh Hazaar Mil Jayenge

Dhokha Dene Wale Aapko Hazaar Mil Jayenge

Hum Jaisa Dost Na Mil Payega Aapko

Bewafa Yaar Toh Beshumaar Mil Jayenge?

Dil Tootega Toh Fariyaad Karoge Tum Bhi

Hum Na Rahe Toh Hamein Yaad Karoge Tum Bhi

Aaj Kehte Ho Hamare Paas Vaqt Nahin

Par Ek Din Mere Liye Vaqt Barbaad Karoge Tum Bhi

Kisi Ki Yadoon Mein Khona Achha Nahi Lagta Humein

Kisi Ke Liye Tanha Jeena Achha Nahi Lagta Humein

Hum To Kaat Chuke Hain Bohut Phele Tanha Zindagi

Ab Phir Se Kisi Ke Liye Marna Achha Nahi Lagta Humein?

Duniya Me Jeene Ki Chahat Na Hoti

Agar Khudane Mohabbat Banayi Na Hoti,

Log Marne Ki Aarzoo Na Karte

Agar Mohabbat Me Bewafai Na Hoti.

Yadon Me Hamari Wo Bhi Khoye Honge

Khuli Aankhonse Kabhi Wo Bhi Soye Honge,

Mana Hasna Hai Ada Gam Chhupane Ki

Par Haste Haste Kabhi Wo Bhi Roye Honge?

Woh To Apne Dard Ro-ro Ke Sunate Rahe

Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe

Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila, Kyunki

Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe…

Duniya Ko Is Ka Chehrah Dhikhana Padha Mujhe,

Pardah Jo Darmiyaan Tha Haathana Padha Mujhe,

Ruswaiyon Ka Khauf Se Mehfil Mein Aaj,

Phir Is Bewafa Se Haath Milana Padha Mujhe..

Teri Yaadon Ke Chiragon Ko Jalaya Har Shaam,

Teri Baato Ko Seene Se Lagaya Har Shaam,

Maangi Khuda Se Teri Khushi Ki Duayein,

Tanha Baith Ke Haatho Ko Uthaaya Har Shaam..

Writer's

Mr.anand Singh Yadav goalbans Pakadi

Duniya Me Koi Kisi Ke Liye Kuch Nahi Karta,

Marne Wale Ke Saath Har Koi Nahi Marta,

Are Marne Ki Baat To Door Rahi,

Yaha To Zindgi Hai Phir B Koi Yaad Nahi Karta…

Pyar Ke Ujale Me Gum Ka Andhera Kyu Hai,

Jisko Hum Chahe Wahi Rulata Kyu Hai,

Mere Rubba Agar Wo Mera Nasib Nahi To,

Aise Logo Se Hume Milata Kyu Hai?

Duniya Me Koi Kisi Ke Liye Kuch Nahi Karta,

Marne Wale Ke Saath Har Koi Nahi Marta,

Are Marne Ki Baat To Door Rahi,

Yaha To Zindgi Hai Phir B Koi Yaad Nahi Karta…

Armaano Ki Ginti To Mujhe Nahi Aati,

Par Dil Ka Ek Khayal Apse Kah Du,

Agar Pani Ki Har 1 Boond Pyar Ban Jaye,

To Tohfe Me Apko Saara Samander De Du?

Har Kisi Sey Jo Hum Ney Wafa Ki

Bus Yehi Zindagi Mein Khata Ki

Chahaton Key Hajom Main Tanhai

Mujh Ko Doston Ney Hi Ata Ki

Soz-e-dil Yunhi Nahin Mila Humko

Bari Kemat Thi Is Ki Jo Ada Ki

Jo Hamara Na Hosaka Aksar

Unky Wastey Bhi Humny Dua Ki

Sapna Ek Lekin Mushkile Hazar Hai,

Tanhayi Aur Gum To Mere Bachpan Ke Yaar Hai,

Ab To Yeh Dil Maut Ke Liye Bhi Taiyaar Hai,

Kyunki Is Zindagi Me Hume Sirf Bewafao Se Pyaar Hai?

Uske Bina Ek Pal Bhi Guzara Nahin

Kisi Aur Ko Humne Dil Mein Utara Nahin

Rukna Kyat Ha Hum Toh Saans Bhi Rok Lete

Par Tumne Dil Se Kabhi Pukara Nahin!

Tere Intezaar..meh Yeh Nazreeh Jhuki Hai,

Tere Cehree Kii Jhalak Koh Paneeh Ke Caah Jagee Hai..

Na Janu Tera Naam Na?tera .pata ..

Par Dil Meh Anjanii Seeh Behchaini Jagee Hai?

Maut Mangte He To Zindagi Khfa Ho Jati Hai

Zaher Lete He To Wo Bhi Dawa Ho Jati Hai

Tu Hi Bata Aye Dost Kya Karun.

Jisko B Chahte He To Wo Bewafa Ho Jati Hai!

Bewafai Uski Mita Kar Aaya Hun,,

Khat Us K Paani Main Baha Kar Aaya Hun,,

Koi Parh Na Lay Us Bewafa K Wadaun Ko,

Is Liye Pani Mein Bhi Aag Laga Kar Aaya Hun.

Agar Bhigne Ka Itna Hi Shoq Hai Baarish Me

To Dekho Na Meri Aankhon Me

Baarish To Har Ek Ke Liye Hoti Hai

Lekin Ye Aankhein Sirf Tumhare Liye Barasti Hain?

Jaan Kar Bhi Woh Hame Jaan Na Paye, Aaj Tak Woh Mujhe Pehchan Na Paye, Khud He Kar Aae Bewafai Hame, Taki Unpar Koi Ilzam Na Aye.

Us K Chehry Per Is Qadar Noor Tha

K Us Ki Yaad Mein Rona Bhi Manzoor Tha

Bewafa B Nahi Keh Sakty Us Ko Faraz

Pyar To Ham Ne Kia Hai Woh To Bekasoor Tha.

Dil Ke Sagar Me Lehre Uthaya Na Karo,

Khwab Bankar Neend Churaya Na Karo,

Bahot Chot Lagti Hai Mere Dil Ko,

Tum Khwabo Mein Aa Kar Yu Tadpaya Na Karo?.

Guzry Dinon Ki Bhuli Hui Bat Ki Tarha

Aankhon Main Jagta Hai Koi Rat Ki Tarha.

Us Se Umeed Thi K Nibhaye Ga Sath

Magar Woh Bhi Badal Gaya Mery Halaat Ki Tarha.

Rona Padta Hai Ek Din Muskurane Ke Baad..

Yad Aate Hain Wo Dur Jane Ke Baad..

Dil To Dukhta Hee Hai Uske Liye..

Jo Apna Na Ho Sake Itni Mohabat Jatane Ke Baad..!

Tere Jane Ke Baad Koi Sahara Bi Toh Nahi,

Tujhe Kabhi Tanhai Me Pukara Bi Toh Nahi,

Bewafa Tujhe Hum Aaj Bhi Chahte Hai,

Magar Phir Bi Tu Hmara Toh Nahi

Zindgi Se Apna Har Dard Chupa Lena,

Khushi Na Sahi Gam Gale Laga Lena,

Koi Agar Kahe Mohabbat Aasan Hai,

To Use Mera Toota Hua Dil Dikha Dena?

Juda Wo Hue Pr Hum Nahin,

Khafa Wo Hue Pr Hum Nahin,

Ek Hum He The Jo Unse Pyar Karte Rahe,

Bewafa Woh The Par Hum Nahin.

Dil Ke Khareed Daar Toh Hazaar Mil Jayenge

Dhokha Dene Wale Aapko Hazaar Mil Jayenge

Hum Jaisa Dost Na Mil Payega Aapko

Bewafa Yaar Toh Beshumaar Mil Jayenge…

Rehte Hain Hum Door To Kya Hua,

Hum Juda To Nahi,

Baat Nahi Ker Sakte To Kya Hua,

Hum Khafa To Nahi,

Na Nilna Hamari Majboori Hai,

Per Hum Bewafa To Nahi?

Kamsin Umar Mai Bewafaai Ka Dard Jo Liya Wo Kabi Khatam Hote Nahi Kaisi Zindagi Hai Teri'armaan'kisi Aur Ke Zindagi Mai Aise Sitam Hote Nahi.......

Aansuon Ko Palkon Pe Laaya Na Kijiye.

Dil Ki Baatein Har Kisi Ko Bataya Na Kijiye?

Log Mutthi Mein Namak Liye Firte Hain..

Apne Har Jakhm Dikhaya Na Kijiye?

Aaj Fir Uski Yaad Ne Rula Diya,

Kaisa Hai Ye Chera Jisne Ye Sila Diya,

Do Lafj Likhne Ka Salika Na Tha,

Uske Pyar Ne Mujhe Shayar Bana Diya?

Dheere Dheere Se Ab Tere Pyaar Ka Dard Kam Hua,

Na Tere Aane Ki Khushi Hui Aur Na Jaane Ka Gam Hua,

Jab Log Mujhse Puchte Hain Hamari Dosti Ki Dastaan,

Main Keh Deta Hun Ki Ek Fasana Tha Jo Ab khatam howa

Writer's

Mr.anand Singh Yadav goalbans Pakadi chaurha Pakadi

Comments

Popular posts from this blog

एक नई शादीशुदा औरत कोक पी रही थी. उसमें एक मच्छर गिर गया. औरत ने उसे निकाला तो मच्छर बोला, “माँ!” औरत: तूने मुझे माँ क्यों कहा? मच्छर: मैं तेरी कोक से निकला हूँ, माँ! लड़का अपनी गर्लफ्रेंड के पिता से मिलने गया. लड़की का पिता: मैं नहीं चाहता कि मेरी बेटी अपनी पूरी जिंदगी एक एक आवारा इंसान के साथ गुज़ारे. लड़का: बस अंकल, इसीलिए तो में उसे यहां से ले जाने आया हूँ. लड़का अपनी गर्लफ्रेंड के पिता से मिलने गया. लड़की का पिता: मैं नहीं चाहता कि मेरी बेटी अपनी पूरी जिंदगी एक एक आवारा इंसान के साथ गुज़ारे. लड़का: बस अंकल, इसीलिए तो में उसे यहां से ले जाने आया हूँ. एक लड़की को बिना हथियार कैसे मार सकते हैं? उसे एक खूबसूरत ड्रेस दो. महंगा गहना दो. बहुत महंगे मेकअप का सामान दो. जब सज-धज कर तैयार हो जाए तो बिना आइने वाले किसी कमरे में बंद कर दो. लड़की तड़प-तड़पकर मर जाएगी. पत्नियों का एंथम… हसबैंड हमारा ऐसा हो, पॉकेट में जिसके पैसा हो, लंबी जिसकी हाइट हो, गुस्से का वो लाइट हो जब सास से मेरी फाइट हो, कहे- ”जानू तुम ही राइट हो”. अंग्रेजी और हिंदी

Family jokes

पत्नी (पति से)- क्यों जी! क्या ये सच है कि इस मौसम की चाँदनी रातों में समझदार लोग भी पागल हो जाते हैं? पति ने आह भरते हुए कहा- हां, यह सच है ! ऐसे ही मौसम की एक चाँदनी रात में मैंने तुमको प्रपोज किया था. सास: भगवान ने तुम्हें दो-दो आंखे दी हैं, चावल में से दो चार पत्थर नहीं निकाल सकती. बहु: बहुत फनी, भगवान ने तुम्हें 32 दांत दिए हैं, 2-4 पत्थर नहीं चबा सकती. रंगलाल का बेटा नंगलाल स्कूल से आते ही अपने बाप के पास पहुंचा । नंगलाल - पापा ! बच्चे का जन्म लेना पुलिन्ग होता है कि स्त्रीलिंग ? रंगलाल - बहुत सिम्पल है बेटा ! लड़का पैदा हो तो पुलिंग और लड़की पैदा हो तो स्त्रीलिंग । नंगलाल - तब तो ठीक है, मैं रज्जू के घर जा रहा हूँ उसकी बहन पैदी हुई है नंगलाल - पापा ! बड़ा आदमी किसे कहते हैं ? रंगलाल - बेटा, बड़ा आदमी वो होता है जो क्रिसमस की रात सांताक्लोज़ को गोद में उठा कर उसकी पप्पी ले और पूछे कि बोल प्यारे ! तुझे क्या गिफ़्ट चाहिए ? एक फ्लैट में घंटी बजती है और महिला जो घर में अकेली है दरवाज़ा खोलती है। भिक्षुक: माई, भिक्षा दे। महिला: ले लो, महाराज। भिक्षुक

Election jokes , Infection jokes

चुनावी वार्तालाप: पप्पू: चुनाव की तारीख पक्की हो गयी है। बंटी: तो क्या हुआ? पप्पू: उस दिन पता चल जायेगा कि मोहल्ले की कौन-कौन सी लड़कियां 18 साल की हो गई हैं! इलेक्शन में लुटने के बाद राहुल जा कर गाव में बस गया और डेरी खोल ली और पास के गाँव में भैंस खरीदने चला गया और जब खरीद कर वापिस आने लगा तो बहुत रात हो गयीऔर सोचने लगा की अब क्या करू तभी उसने राह चलते एक आदमी से पूछा भाई कोई एसी जगह या तरीका बताओ ,जहा मेरी भैंस का पेट भी भर जा और मै भी अच्छे से रात गुजार सकू आदमी मस्करी करते हुए बोल्या --साले भैंस में गुसजा. मतदाता (चुनाव लड़ रहे नेता से) यह तो बताइए आप जीत गए तो क्या करेंगे? नेताः भाई, मुझे तो चिंता इस बात की है कि अगर हार गया तो क्या करूँगा। टीचरः सूखे और बाढ़ में जमीन-आसमान का अंतर कैसे है? छात्रः सूखे में नेताजी जीप से दौरा करते हैं, और बाढ़ में हेलिकॉप्टर से.... नेता का बेटा: पापा मुझे भी राजनीति में उतरना है, कुछ टिप्स दीजिए। नेता: बेटा, राजनीति के तीन कठोर नियम होते हैं, चलो पहला नियम समझाता हूँ... नेताजी ने बेटे को छत पर भेज दिया और ख़ुद नीचे आकर खड़े हो गए। न